|
Khushbuon ki tarah meri har saans mein
Pyaar apna basaane ka waada karo..
Rang jitne tumhari mohabbat ke hain
Mere dil mein sajaane ka waada karo...
Hai tumhari wafaaon pe mujhko yakeen
Phir bhi dil chahta hai mere dil nasheen..
Yunhi meri tasalli ki khaatir zara..
Mujhko apna banaane ka waada karo.....
Jab mohabbat ka iqraar karte ho tum..
Dhadkano mein naya rang bharte ho tum
Bada kar chuke ho, magar aaj phir..
Mujhko apna banane ka waada karo......

Welcome to our web site!
On this home page we'll introduce our business and highlight important areas on our site.
This is an example of a style we may use.
|